havaa hai sard sard aur dil men bhii hai dard barasii hai kahiin aaj ghataa mausam kaa rang hai ajiib bulbul se phuul hai kariib aaye bahaar ke kadam jaaga hai baag kaa nasiib sunake ghataa kaa shorjungal men naachaa mor barasii hai kahiin aaj ghataa shaaken savar savar gayii kaliyaan nikar nikar gayii dekhaa samaa jhulaa jhulaa nazren jidhar jidhar gayii kaisaa ajab hai rang bhiigaa hai ang ang barasii hai kahiin aaj ghataa havaa hai sard sardthreedots havaa hai sard sard aur dil mein bhii hai dard barasii hai kahiin aaj ghataa mausam kaa rang hai ajiibbulbul se phuul hai kariib aaye bahaar ke kadamjaagaa hai baag kaa nasiib sunake ghataa kaa shorjungal men naachaa mor barasii hai kahiin aaj ghataa thandii havaa ke saath saath dil men ye aa rahii hai baat jaauun yahaan se duur duur haaton men leke unaka haath machalaa huaa hai dil aise men aake mil barasii hai kahiin aaj ghataa havaa hai sard sardthreedots