ye samaan samaan hai ye pyaar kaa kisii ke intazaar kaa dil naa churaa le kahiin meraa mausam bahaar kaa ye samaan basane lage aankhon men kuchh aise sapane 2 koii bulaae jaise nainon se apane 2 ye samaan samaan hai diidaar kaa kisii ke intazaar kaa milake khayaalon men hii apane balam se 2 niind ganvaa lii apanii mainne qasam se 2 ye samaan samaan hai khumaar kaa kisii ke intazaar kaa main to huun sapanon ke raajaa kii raanii 2 sach ho na jaae ye jhuuthii kahaanii 2 ye samaan samaan hai iqaraar kaa kisii ke intazaar kaa