badaa hasiin hai ab ke bahaar kaa mausam bahak na jaae kahiin intazaar kaa mausam badaa hasiin hai threedots gulon ko chuum ke baadesabaa nahiin lautii ise main kaise kahuun aitabaar kaa mausam bahak na jaae kahiin intazaar kaa mausam badaa hasiin hai threedots chale bhii aao ke bhiigenge ab ke saawan men machal rahaa hai abhii aabashaar kaa mausam bahak na jaae kahiin intazaar kaa mausam badaa hasiin hai threedots jahaan men jab kahiin rut baantane kii baat chale hamaare naam likhaa jaae yaar kaa mausam bahak na jaae kahiin intazaar kaa mausam badaa hasiin hai threedots