printitle jaauun kahaan bataa ai dil duniyaa badii hai sangadil chaandanii aaii ghar jalaane sujhe na koii manzil jaauun kahaan bataa threedots banake tuute yahaan aarazuu ke mahal ye zamiin aasamaan bhii gaye hain badal kahatii hai zindagii is jahaan se nikal jaauun kahaan bataa threedots haay is paar to aansuon kii dagar jaane us paar kyaa vo kise hai khabar thokaren khaa rahii har kadam par nazar jaauun kahaan bataa threedots