sapanon men aanaa chhed chhed jaanaa siikhaa kahaan se mere balam ne hai ik navelii naar alabelii hans ke lutaayaa dil jis pe ham ne dol gayii duniyaa merii terii nazar jo jhukii 2 aaj huii tujh ko khabar main to kab se terii ho chukii 2 rah kar nazar men aankhon ke ghar men ye bhii na jaanaa bhole priitam ne sapanon men aanaa threedots jiit liyaa ham ne jahaan tuu jo hamaaraa huaa 2 dekh liyaa jab se tujhe jiinaa gavaaraa huaa 2 jo kuchh thaa meraa aaj huaa teraa kismat badal lii aapas men ham ne sapanon men aanaa threedots matavaalii terii adaa man ko mere bhaa gayii 2 nazaron se nazaren milii niind aankhon men aa gayii 2 chanchal mastaanii chaunkii javaanii kuchh is tarah se dekhaa sanam ne jo kuchh thaa meraa aaj huaa teraa kismat badal lii aapas men ham ne