jiivan mitaanaa hai diivaanaapan koii pyaar jiivan se pyaaraa nahiin pyaaraa nahiin aa ha haa ahaa saare jahaan kii amaanat hai ye ye jiivan tumhaaraa tumhaaraa nahiin hain jiine ke laakhon sahaare yahaan bas ek hii to sahaaraa nahiin aa ha haa ahaa agar koii duniyaa se ruuthe to kyaa koii phuul khilate hii tuute to kyaa sitaare hazaaron hain aakaash par bas ek hii to sitaaraa nahiin aa ha haa ahaa kisii ke iraadon ke kaatir jiyo kisii ke muraadon ke kaatir jiyo hai yaadon men jiinaa bhii to zindagii jiinaa tumhen kyon gavaaraa nahiin aa ha haa ahaa kaisii udaasii hai kaisaa hai sog jiivan men aate hain jaate hain log nayaa koii saathii khadaa raahon men use pyaar se kyon pukaaraa nahiin aa ha haa ahaa