zulmii sang aankh ladii zulmii sang aankh ladii re sakhii main kaa se kahuun rii sakhii kaa se kahuun jaane kaise ye baat badhii zulmii sang aankh ladii re threedots vo chhup chhupake bansarii bajaaye vo chhup chhupake bansarii bajaaye re vo chhup chhupake bansarii bajaaye sunaaye mujhe mastii men duubaa huaa raag re mohe taaron kii chhaanv men bulaaye churaaye merii nindiyaa main rah jaauun jaag re lage din chhotaa raat badii zulmii sang aankh ladii re threedots baaton baaton men rog badhaa jaaye baaton baaton men rog badhaa jaaye re baaton baaton men rog badhaa jaaye hamaaraa jiyaa tadape kisiike liye shaam se meraa paagalapanaa to koii dekho pukaaruun main chandaa ko saajan ke naam se phirii man pe jaaduu kii chhadii zulmii sang aankh ladii re threedots