kar de zaraa ishaaraa tere naam kaa sahaaraa 2 chhaaii huii siyaahii bhatakaa huaa hai raahi sar par khadii tabaahii 2 terii razaa se chamake duubaa huaa sitaaraa tere naam kaa sahaaraa threedots anjaam zindagii kaa dil ko daraa rahaa hai tuufaan aa rahaa hai 2 tuu hii use bachaa le duniyaa ne jis ko maaraa tere naam kaa sahaaraa threedots kar de zaraa ishaaraa tere naam kaa sahaaraa