jab diip jale aanaa jab shaam dhale aanaa sandes milan kaa bhuul na jaanaa meraa pyaar naa bisaraanaa jab diip jale aanaa threedots nit saanjh savere milate hain unhen dekhake taare khilate hain lete hain vidaa ek duuje se kahate hain chale aanaa jab diip jale aanaa threedots nii re ga re ga ma ga re sa sa nii pa pa ma re ga sa nii sa ga pa ma pa main palakan dagar buhaaruungaa terii raah nihaaruungaa merii priit kaa kaajal tum apane nainon men male aanaa jab diip jale aanaa threedots jahan pahali baar mile the ham jis jagah se sang chale the ham nadiya ke kinare aaj usi amava ke tale aanaa jab diip jale aanaa threedots