sun sun sun sun zaalimaa pyaar hamako tumase ho gayaa dil se milaa le dil meraa tujhako mere pyaar kii qasam pyaar kii nazar se duur yuun na zindagii guzaar husn tuu hai ishq main kar bhii le nazar ko chaar chaar main nazar karuun aur phir huzuur se paas yuun na aaiie baat kiije duur se sun sun sun sun zaalimaa threedots dur kab talak rahuun phuul tuu hai rang main main to huun tere liye dor tuu patang main kat gaii patang jii dor ab na daaliye aur kisii ke saamane jaa ke dil uchhaaliye sun sun sun sun zaalimaa threedots baat rah na jaaye phir vaqt ye guzar na jaaye mere pyaar kaa ye haar tuut kar bikhar na jaaye pyaar pyaar kah ke tuu dil meraa na luut re kah rahaa hai tuu jo baat ho naa jhuuthmuuth re sun sun sun sun zaalimaa threedots