har hasiin chiiz kaa main talabgaar huun 2 ras kaa phuulon kaa giiton kaa biimaar huun 2 har hasiin chiiz kaa main talabgaar huun saaraa gaanv mujhe rasiyaa kahe 2 jo bhii dekhe manbasiyaa kahe haay re jo bhii dekhe manbasiyaa kahe sab kii nazaron kaa ek main hii diidaar huun ras kaa phuulon kaa giiton kaa biimaar huun threedots koii kahe bhanvaraa mujhe koii diivaanaa bhed mere man kaa magar kisii ne na jaanaa 2 ronaa main ne kabhii siikhaa nahiin 2 chakhaa jiivan men phal phiikaa nahiin haay re haay chakhaa jiivan men phal phiikaa nahiin main to har mol dene ko taiyaar huun ras kaa phuulon kaa giiton kaa biimaar huun threedots