pothii padh padh jag muaa pandit bhayaa na koy dhaaii akshar prem kaa padhe so pandit hoy terii tasaviir ko siine se lagaa rakhaa hai hamane duniyaa se alag gaanv basaa rakhaa hai terii tasaviir ko threedots merii kismat kii lakiiron ko sajaayaa tuune ek naachiiz ko fanakaar banaayaa tuune main ne har bol teraa dil men sajaa rakhaa hai hamane duniyaa se threedots tujhako din raat khayaalon men hai puujaa main ne tere pairon ke nishaan par kiyaa sajadaa main ne bandagii men tere sar ab bhii jhukaa rakhaa hai hamane duniyaa se threedots main ne giiton se chhavi terii banayii barason duur rah kar tujhe aavaaz sunaayii barason kis liye tuu ne mujhe gair banaa rakhaa hai ham ne duniyaa se threedots