chalatii chalii jaaye zindagii kii dagar kabhi khatm na ho ye safar manzil ki use kuchh bhi na khabar phir bhi chala jae dur ka rahi dur ka rahi 2 threedots mud ke na dekhe kuchh bhi na bole bhed apane dil ka rahi na khole aya kahan se kis desh ka hai koi na jane kya dhundhata hai manzil ki use threedots jhalake na kuchh bhi asha nirasha kya koi samajhe nainon ki bhashha chehara ki jaise kora safa hai qismat ne jis par kuchh na likha hai manzil ki use threedots