chiraag dil ke jalaao ki iid kaa din hai taraane jhuum ke gaao ki iid kaa din hai gamon ko dil se bhulaao ki iid kaa din hai kushii se bazm sajaao ki iid kaa din hai taraane jhuum ke gaao ki iid kaa din hai huzuur us ke karo ab salaamatii kii duaa sareniyaaz jhukaao ki iid kaa din hai taraane jhuum ke gaao ki iid kaa din hai sabhii muraaden ho puuriin har ek savaalii kii duaa ko haath uthaao ki iid kaa din hai taraane jhuum ke gaao ki iid kaa din hai