maaii rii main to madhuban men 2 nirakh liyo nandalaal parakh liyo nandalaal maaii rii main to madhuban men sar par mukut dhare 2 baansuriyaa adhar dhare gale baijantimaal 2 nirakh liyo nandalaal maaii rii main to madhuban men bhanwaron ke gunjan men bhanwaron ke gunjan men kaliyon ke nainan men 2 kunjkunj daaldaal 2 nirakh liyo nandalaal maaii rii main to madhuban men raadhaa man mod bhare raadhaa man mod bhare mandmand haas kare 2 ho gaye nainaa nihaal 2 nirakh liyo nandalaal maaii rii main to madhuban men nirakh liyo nandalaal parakh liyo nandalaal maaii rii main to madhuban men maaii rii main to 2 maaii rii main to madhuban men