saavan aayaa badaraa barase barasan laagii ankhiyaan kuhuk uthe hai man men mere biite na mose ratiyaan badaraa le jaa niir hamaare 2 jaa ke baras saajan ke dvaare 2 badaraa le jaa niir hamaare aas kaa daaman haath se chhuutaa 2 bairii jag ne pyaar men luutaa 2 pii kaa har vaadaa hai jhuthaa 2 jhuuthe pyaar ke bandhan saare 2 badaraa le jaa niir hamaare 2 kab se gae ho kab aaoge 2 kab suuratiyaa dikhalaaoge 2 darshan pyaase nain bechaare 2 badaraa le jaa niir hamaare 2 kahanaa mere pii se jaake 2 bhuule kyon pardes men jaake 2 baithii huun aas kaa diip jalaae 2 aane kii tere raah savaare 2 badaraa le jaa niir hamaare le jaa niir hamaare 3 badaraa le jaa niir hamaare