dil hai lutaa huaa jahaan raat bhii hai dhuaandhuaan ai merii maut ye bataa aise men rah gaii kahaan dil hai lutaa huaa jahaan ab na kisii ko mujhase pyaar ab na kisii kaa intazaar 2 dil kii kizaan chalii gaii merii kushii kii wo bahaar kaaq udaa ke chal diyaa aa kaaq udaa ke chal diyaa merii kushii kaa kaarawaan dil hai lutaa huaa jahaan raat bhii hai dhuaandhuaan ai merii maut ye bataa aise men rah gaii kahaan dil hai lutaa huaa jahaan ai dilebeqaraar sun bhuul jaa ab kushii kii dhun 2 phuulon se teraa kaam kyaa kaanton ko chun sake to chun ab na kisii kii aas kar aa ab na kisii kii aas kar aayegaa kaun ab yahaan dil hai lutaa huaa jahaan raat bhii hai dhuaandhuaan ai merii maut ye bataa aise men rah gaii kahaan dil hai lutaa huaa jahaan