jaag ke kaatii saarii rainaa2 nainon men kal os giri thii2 jaag ke kaatii saarii rainaa2 prem kii agni bujhatii nahiin hai behatii nadiyaa rukatii nahiin hai2 saagar tak behate do nainaa2 jaag ke kaatii saarii rainaa2 ruuh ke bandhan khulate nahiin hain daag hain dil ke dhulate nahiin hain2 karvat karvat baantii rainaa2 jaag ke kaatii saarii rainaa nainnon men kal os girii thii2 jaag ke kaatii saarii rainaa