abhimanyuu 2 abhimanyuu chakravyuuh men phans gayaa hai tuu 2 sambhal sake to sambhal nikal sake to nikal dushmanon ke jaal se doston kii chaal se sambhal sake to sambhal threedots ye khudagarz darinde hain inako kuchh ehasaas nahiin ashqon se bujhane vaalii inake dil kii pyaas nahiin ye piyenge teraa lahuu abhimanyuu chakravyuuh men threedots bhuul bhulaiyon ke jaise tere gird lakiiren hain honthon par hain pahare to pairon men zanjiiren hain mushkilen khadii hain chaar suu abhimanyuu chakravyuuh men threedots o bhole bhaale paxii qaid se kaise chhuutegaa sar takaraa le kuchh kar le ye pinjaraa na tuutegaa ladane kii tuu naa kar aarazuu abhimanyuu chakravyuuh men threedots