kamal naa jaane chaand kaisaa hogaa mukesh tum saa hasiin to nahiin kamal honge rangiin ye sitaare mukesh tum se rangiin to nahiin kamal aate hain niile aasamaan pe jaane kidhar se sitaare mukesh chalataa hai saaraa hii zamaanaa terii nazar ke sahaare kamal dil chaahe aasamaan ko chhuu luun mukesh le chal hamen bhii vahiin kamal naa jaane chaand threedots mukesh chhaaye hain kaale kaale baadal yaa tum ne zulfen bakherii kamal kho jaauun jaa ke baadalon men kab se tamannaa hai merii mukesh jaane do kvaab kii ye baaten kamal ham ko hai in pe yakiin kamal naa jaane chaand threedots kamal saare zamaane se niraalii ham koii duniyaa basaayen mukesh dil ke rangiile sapanon se mahafil rangiilii sajaayen kamal aisaa jahaan hai kahaan pe mukesh hogaa kahiin naa kahiin kamal naa jaane chaand threedots mukesh tum saa hasiin to nahiin