bolo shrii raam chandra kii jay bolo sab santan kii jay bahut dinan kii baat suno jii raamaa bahut dinan kii baat ho bahut dinan kii baat ajii maat pitaa kaa bhakt badaa ek ho gayaa shrawan kumaar ho more raamaa ho gayaa shrawan kumaar 2