baithii thii main kaajal mehandii aur laalii lagaaye sainyaa jii itaraa ke aaye munh men paan dabaaye maine sainyaa se maine sainyaa se kii demand ke jhat se baajaa baje re maine sainyaa se kii demand jhat se baajaa baje haay siine men beqaraarii thii main soii thii naa jaagii thii kaate naa katatii thii raaten 2 sainyaa jii jhuum ke aaye jo hukke ko sulagaaye andhere men dhokhe se khatiyaa men aag lagaaye maine sainyaa se maine sainyaa se kii demand tharthar damakal chale maine sainyaa se kii demand ke tharthar damakal chale haay jo paanii men nahaaii thii main thodii sii lajaaii thii bahakii huii thii ye saansen 2 sainyaa jii jhuum ke aaye aur takiye pe tek lagaaye phir than se jaane kyaa huaa khatiyaa hii duubii jaaye maine sainyaa se maine sainyaa se kii demand chapchap chappuu chale maine sainyaa se kii demand ke chapchap chappuu chale le are baithii thii main kaajal mehandii aur laalii lagaaye sainyaa jii itaraa ke aaye munh men paan dabaaye maine sainyaa se maine sainyaa se kii demand ke jhat se baajaa baje maine sainyaa se kii demand ke jhat se baajaa baje re maine sainyaa se kii demand jhat se baajaa baje