bedard tere dard ko siine se lagaa ke ro lenge tasavvur men tujhe paas bithaa ke 2 jab duur thii unase main bahut paas thii unake kyuun duur kiyaa thaa yuun mujhe paas bulaa ke bedard tere dard ko threedots barabaad bhii hoke na karenge teraa shikawaa 2 hans lenge gae vaqt ko ham saamane laa ke bedard tere dard ko threedots thandak unhen milatii hai agar merii jalan se 2 dekhuungii tamaashaa main bhare ghar ko jalaa ke bedard tere dard ko threedots