chhumchhum chalii piyaa kii galii main sapane naye sajaa ke 2 kaisaa jaaduu kar gaye saajan in nainan men aa ke chhumchhum chalii piyaa kii galii main sapane naye sajaa ke dhiire se bol ke binaa kisii mol ke le gayaa dil koii ankhiyon men taul ke 2 khoiikhoii doluun main to sudh bisaraa ke 2 chhumchhum chalii piyaa kii galii main sapane naye sajaa ke ritu hai bahaar kii solah singaar kaanon men more sahanaaii baaje pyaar kii 2 duniyaa se rakhuun kaise priit chhupaa ke 2 chhumchhum chalii piyaa kii galii main sapane naye sajaa ke kaisaa jaaduu kar gaye saajan in nainan men aa ke chhumchhum chalii piyaa kii galii main sapane naye sajaa ke