diiwaalii kii raat piyaa ghar aane waale hain sajan ghar aane waale hain balam ghar aane waale hain 2 jhuumjhuum kar diye kii baatii mere dil ko kare ishaaraa 2 jaan gaii main aane waalaa hai teraa saajan pyaaraa 2 diiwaalii kii raat piyaa ghar aane waale hain sajan ghar aane waale hain balam ghar aane waale hain jin galiyon se aaye balamawaa un galiyon men nain bichhaauun qadamqadam par aashaaon ke diip jalaatii jaauun 2 diiwaalii kii raat piyaa ghar aane waale hain sajan ghar aane waale hain balam ghar aane waale hain aaj raat aankhonaankhon men kah duungii sab dil kii baaten 2 rozroz kab aatii hain ye madur milan kii raaten 2 diiwaalii kii raat piyaa ghar aane waale hain sajan ghar aane waale hain balam ghar aane waale hain 2