dil de kar dard liyaa main ne main ne main ne tere naam kii kaatir sajanii apne ko badnaam kiyaa main ne dil de kar dard liyaa terii hansii men hansii hai merii terii kushii men kushii hai merii yahii soch kar aansuu piyaa hai aansuu piyaa hai main ne dil de kar dard liyaa threedots mere gagan par chamake the jo taare tere ghar ke diip bane deep bane hain saare apanii duniyaa ko lutaa ke mahafil ko terii basaa ke apanaa haal badal diyaa hai badal diyaa main ne dil de kar dard liyaa threedots