dil machal rahaa hai rang badal rahaa hai aag dil men lagii hai bujhaa de naa abhii samaa nahiin hai rang jamaa nahiin hai chaar din aur yuunhii bitaa denaa dil machal rahaa threedots ye berukii kaisii hain chaar din is zindagii ke do din javaanii ke hain vo to aa jaa naa mil ke bitaaen sanam ye dillagii chhodo koii hamen agar hamen dekh legaa to dar hai ki duniyaa ki nazaron men aise hii rusavaa na ho jaaen ham kyaa karegii duniyaa jal maregii duniyaa tuu jalan mere dil kii bujhaa denaa abhii samaa nahiin threedots aauungii dolii men sajadhaj ke jab ghar piyaa ke kabhii to kar lenaa jii bhar ke puure tuu aramaan jaanejaan dil ke sabhii dekho ye tanhaaii jo hamen phir milegii tuu lag jaa gale se uthaa hai muhabbat kaa tuufaan dil men abhii tuu maan jaa sainyaa ab chhod de bainyaa jaage aramaan abhii to sulaa de naa dil machal rahaa threedots