dushman naa kare dost ne vo kaam kiyaa hai ki dostii ke naam ko badanaam kiyaa hai barason puraanaa ye yaaraanaa ek pal men kyon tuutaa yaar mere tuu aise ruuthaa jaise meraa rab ruuthaa 2 barason puraanaa threedots teraa jahaan bhii giraa pasiinaa maine kuun bahaayaa teraa lahuu banaa kyon paanii ye kaisaa din aayaa vo terii dostii thii merii zindagii banake pujaarii pyaar men tuune pyaar kaa mandir luutaa jaise meraa rab ruuthaa barason puraanaa threedots laharon par jyon gire lakiiren tuutii qasmen saarii ret kii ik diivaar thii mere yaar kii jhuuthii yaarii ye sitam kyaa huaa kyaa lagii badduaa jism se jaise jaan judaa ho saath teraa yuun chhuutaa jaise meraa rab ruuthaa barason puraanaa threedots