gangaa aaye kahaan se gangaa jaaye kahaan re aaye kahaan se jaaye kahaan re laharaaye paanii men jaise dhuupchhaanv re gangaa aaye kahaan se gangaa jaaye kahaan re laharaaye paanii men jaise dhuupchhaanv re raat kaarii din ujiyaaraa mil gaye donon saaye saanjh ne dekho rang rupp ke kaise bhed mitaaye laharaaye paanii men jaise dhuupchhanv re threedots kaanch koii maatii koii rangbirange pyaale pyaas lage to ek baraabar jis men paanii daale laharaaye paanii men jaise dhuupchhanv re threedots naam koii bolii koii laakhon ruup aur chehare khol ke dekho pyaar kii aankhen dabate re sang mere laharaaye paanii men jaise dhuupchhanv re threedots