idhar aa rahe hain vo nazaren jhukaa ke wafaa laa rahii hai jafaa ko manaa ke koii ab nazar men thahartaa nahiin hai ye kyaa kar diyaa tuu ne nazaren milaa ke muhabbat kii duniyaa basaane chalen hain muhabbat pe ham apanii duniyaa lutaa ke