jaane kahaan meraa jigar gayaa jii abhii abhii yahiin thaa kidhar gayaa jii kisii kii adaaon pe mar gayaa jii badii badii ankhiyon se dar gayaa jii kahiin maare dar ke chuhaa to nahiin ho gayaa kone kone dekhaa na jaane kahaan kho gayaa yahaan use laae kaahe ko binaa kaam re jaldii jaldii dhuundho ke hone lagii shaam re sachchii sachchii kah do dikhaao nahiin chaal re tuune to nahiin hain churaayaa meraa maal re aise nahiin chorii khulegii takaraar se chalo chalo thaane bataaen jamaadaar se koi ulfat kii nazar zaraa pher de lele do chaar aane jigar meraa chhed de baaten hain nazar kii nazar se samajhaaungii pahale pado paiyaan to phir batalaaungii