jab tak rahe tan men jiyaa vaadaa rahaa o saathiyaa ham tumhaare liye tum hamaare liye othreedots ham tumhaare liye tum hamaare liye dhuup lagegii jab jab tumako sajanaa o daaruungii main aanchal kii chhaiyaan saanjh pade jab thak jaaoge balamaa vaaruungii main gorii gorii baiyaan doluungii banake chaandanii main tere anganaa jab tak rahe tan men jiyaa vaadaa rahaa o saathiyaa ham tumhaare liye tum hamaare liye saarii janam ko ab to apane tan pe haan o odhii chunariyaa mainne saajan kii khilii rahe muskaan terii phir chaahe o lut jaaye bagiyaa mere jiivan kii main jiivan chhod duun chhoduun na main terii galiyaan jab tak rahe tan men jiyaa vaadaa rahaa o saathiyaa ham tumhaare liye tum hamaare liye