jiivan jyoti bujhatii jaaye tujh bin kaun jagaaye 2 prabhuu jii 2 tujh bin kaun jagaaye chaaron or chhaayaa andhiyaaraa suujhat naahiin duur kinaaraa 2 teraa hii hai ek sahaaraa 2 tujh bin kaun sujhaaye 2 prabhuu jii 2 tujh bin kaun sujhaaye dukh aaye parawaah nahiin hai dukh paane kii chaah nahiin hai dukh aaye main muurakh manzil ko dhuundhuun 2 tujh bin kaun bataaye 2 prabhuu jii 2 tujh bin kaun bataaye ulajhe hain jab uunchniich kii ulajhan men uunchniich kii ulajhan men bolo kaise chain mile phir jiiwan men chain mile phir jiiwan men banii hamaarii bigad rahii hai 2 tujh bin kaun banaaye 2 prabhuu jii 2 tujh bin kaun banaaye