kaii sadiyon se kaii janamon se 2 tere pyaar ko tarase meraa man aa jaa aa jaa ke adhuuraa hai apanaa milan kaii sadiyon se raahon men kahiin nazar aayaa apane hii khayaalon kaa saayaa 2 kuchh der meraa man laharaayaa o o o phir duub gaii aashaa kii kiran aa jaa aa jaa ke adhuuraa hai apanaa milan kaii sadiyon se sapanon se mujhe na yuun bahalaa paayal ke khoye giit jagaa 2 sunasaan hai jiivan kii bagiyaa o o o suunaa hai bahaaron kaa aangan aa jaa ke adhuuraa hai apanaa milan kaii sadiyon se