main chalii main chalii dekho pyaar kii galii koii roke na mujhe main chalii main chalii na na naa merii jaan dekho jaanaa na vahaan koii pyaar kaa luteraa luute na merii jaan main chalii main chalii threedots ye fizaa ye havaa ye nazaare ye samaa ab pyaar na huaa to phir kab hogaa koii khel to nahiin ye hai pyaar merii jaan tujhe pataa bhii na chalegaa ye jab hogaa main chalii main chalii threedots kahiin aankh na mile kahiin dil na lage to pyaar kaa zamaanaa kis kaam aayaa to ye rut ye ghataa bolo sochegii kyaa main chalii main chalii threedots