main naa bhuuluungaa main naa bhuuluungii in rasmon ko in qasamon ko in rishte naaton ko main naathreedots chalo jag ko bhuulen khayaalon men jhuulen bahaaron men dolen sitaaron ko chhuulen aa terii main maang sanvaaruun tuu dulhan ban jaaye maang se jo dulhan kaa rishtaa main naa bhuuluungiithreedots samay kii dhaaraa men umar bah jaanii hai jo ghadii jii lenge vahii rah jaanii hai main ban jaauun saans aakhirii tuu jiivan ban jaaye jiivan se saanson kaa rishtaa main naa bhuuluungiithreedots barasataa saavan ho mahakataa aangan ho kabhii dil dulhaa ho kabhii dil dulhan ho gagan banakar jhuumen pavan banakar jhuumen chalo ham raah moden kabhii naa sang chhoden taras chakh jaanaa hai nazar chakh jaanaa hai kahiin pe bas jaaenge ye din kat jaaenge are kyaa baat chalii vo dekho raat dhalii ye baaten chalatii rahen ye raaten dhalatii rahen main man ko mandir kar daaluun tuu puujan ban jaaye mandir se puujaa kaa rishtaa main naathreedots