meraa sundar sapana biit gayaa main prem men sab kuchh haar gayii bedadr zamaanaa jiit gayaa meraa sundar sapanaa biit gayaa kyon kaalii badariyaa chaayii hai kyon kalii kalii muskaayii hai merii prem kahaanii khatm huii meraa jiivan kaa sangiit gayaa meraa sundar sapanaa biit gayaa o chod ke jaane vaale aa dil tod ke jaane vaale aa aankhen asuvan men duub gayiin hansane kaa zamaanaa biit gayaa meraa sundar sapanaa biit gayaa har raat merii divaalii thii main piyaa kii hone vaalii thii is jiivan ko ab aag lage aag lage is jiivan ko ab aag lage mujhe chodake jiivan miit gayaa meraa sundar sapanaa biit gayaa