a merii ro ro ankhiyaan laal huiin bho kyuun ro ro ankhiyaan laal huiin amiirabaaii auron ke saajan phuul samajh kar pyaar se garawaa lagaaen hamare saajan jaan mattiisaa der hamen thukaraaen bholaa aisaa ruup suhaanaa tumharaa sajdhaj aisii pyaarii puuranamaa kaa chandaa jaise phaagun kii phuulawaarii amiirabaaii laaj kii maarii kah na sakuun main aur jiyaa naa maane man men rah ke man ke baasii man kii baat na jaane