more nainaa bahaae niir sakhii kaa karuun moraa jiyaa na maane 2 pal chhin pii kii raah nihaaruun saanjh sakaare unako pukaaruun bhatakuun main jamunaa ke tiir more nainaa threedots kaagaa jo bole to ankhiyaan phadake birahaa kii agni aur bhii bhadake jaljal jaae shariir more nainaa threedots aansuu bahe jaise nadiyaa kii dhaaraa nadiyaa kii dhaaraa men priitam pyaaraa banake kamal muskaaye bairii bas men na aae jaauun kahaan jaauun kahaan jaauun kahaan moraa manavaa huaa adhiir more nainaa threedots