ra na bole tum na mainne kuchh kahaa la magar na jaane aisaa kyon lagaa ra ki dhuup men khilaa hai chaand din men raat ho gaii la ye pyaar kii binaa kahe sunaharii baat ho gaii 2 ra badal rahii hai zindagii badal rahe hain ham koras aa aa aa aa aa aa aa la thirak rahe hain jaane aaj kyon mere kadam ra mere kadam mere kadam koras kisii ko ho na ho magar hamen to hai pataa na bole tum threedots ra ghulii sii aaj saanson men kisii kii saans hai la saans hai saans hai ye kaun aaj dil ke mere aaspaas hai koras aa aa aa aa aa aa aa la ye dhiiredhiire ho rahaa hai pyaar kaa nashaa na bole tum threedots ra ye lag rahaa hai saarii ulajhanen sulajh gaiin la sulajh gaiin sulajh gaiin ye dhadakanon kii baat dhadaken samajh gaiin koras aa aa aa aa aa aa aa la na boliye kii bolane ko kuchh nahiin rahaa na bole tum threedots na bole tum threedots