nanhaa munnaa raahii huun desh kaa sipaahii huun bolo mere sang jay hind jay hind jay hind threedots raste pe chaluungaa na dardar ke chaahe mujhe jiinaa pade marmar ke manzil se pahale naa luungaa kahiin dam aage hii aage badhaaungaa kadam daahine baaen daahine baaen tham nanhaa threedots dhuup men pasiinaa bahaaungaa jahaan harebhare khet laharaaenge vahaan dharatii pe faake na paaenge janam aage hii aage threedots nayaa hai zamaanaa merii naii hai dagar desh ko banaaungaa mashiinon kaa nagar bhaarat kisii se na rahegaa kam aage hii aage threedots badaa ho ke desh kaa sitaaraa banuungaa duniyaa kii aankhon kaa taaraa banuungaa rakhuungaa uunchaa tirangaa haradam aage hii aage threedots shaanti ki nagarii hai meraa ye vatan sabako sikhaauungaa pyaar kaa chalan duniyaa men girane na duungaa kahiin bam aage hii aage threedots