ro ro biitaa jiivan saaraa aayaa na man kaa miit hamaaraa kushiyon ke sab giit churaa kar pyaar ka jalataa diip bujhaa kar phuunk diyaa hai de ke sahaaraa ro ro biita threedots raah kathin hai main huun ghaayal kashtii tuutii duur hai saahil main huun akelaa path andhiyaaraa ro ro biita threedots