ishvar satya hai satya hii shiv hai shiv hii sundar hai jaago uth kar dekho jiivan jyot ujaagar hai satyam shivam sundaram 2 ishvar satya hai satya hii shiv hai shiv hii sundar hai satyam shivam sundaram 2 raam avadh men kaashii men shiv kaanhaa vrindavan men dayaa karo prabhuu dekhuun in ko 2 har ghar ke aangan men raadhaa mohan sharanam satyam shivam sundaram 2 ek suuryaa hai ek gagan hai ek hii dharatii maataa dayaa karo prabhuu ek banen sab sab kaa ek se naataa raadhaa mohan sharanam satyam shivam sundaram 2