sitaaron se aage jahaan aur bhii hain abhii ishq ke imtahaan aur bhii hai shamaa par jal kar bhii paravaanaa fanaa hotaa nahiin saaz se jaise kabhii nagamaa judaa hotaa nahiin maut to chhotii sii hai ek aazamaaish ishq kii dardeulafat jaan dekar bhii adaa hotaa nahin shamaa par threedots hai zamiin se aasamaan tak jaa rahii thii manzilen khatm mar jaane se bhii ye silsilaa hotaa nahiin shamaa par threedots