sharamaa ke yuun na dekh adaa ke maqaam se ab baat badh chukii hai nazar ke maqaam se sharma ke yuun na threedots tasviir khiinch lii hai tere shok husn kii merii nazar ne aaj kataa ke maqaam se sharamaa ke yuun na threedots duniyaa ko bhuul kar merii baanhon men jhuul jaa aavaaz de rahaa huun vafaa ke maqaam se sharamaa ke yuun na threedots dil ke muaamale men natiize kii fiqr kyaa aage hai ishq zurmosazaa ke maqaam se sharamaa ke yuun na threedots