aashaa takaraa gaye do baadal ambar pe to barasane lage buunden bikhar ke takaraa gaye do vinod speaking maushumii kitanaa pyaaraa naam hai ye is naam kaa saath to har mausam se hai chaahe wo sardii kaa ho yaa garmii kaa patajhad kaa yaa saawan kaa aashaa aahaa chhodo jaao bade wo ho tum naam meraa jod diyaa mausam se sanam mausam phir bhii mausam hai sanam naam mera jodaa na bataa kud se kyon balam mujhase milaao ye nain to aise na jalaao mere man ko takaraa gaye do vinod speaking ye saawan kaa mausam to kuubasuurat hai hii lekin tumhaarii is kuubasuurat umar ne ise aur bhii kuubasuurat banaa diyaa hai aashaa jaane aaii kaisii ye umar ban ke kalii khilane lagii suunii raah par tan men man men uthii ye lahar tujhase sajan takaraae man jaauun main bikhar aag lage re saawan ko chhoo gayaa mere daaman ko takaraa gaye do baadal ambar pe to barasane lage buunden bikhar ke takaraa gaye do