o o o o o o o o tere mere pyaar kaa aisaa naataa hai dekh ke terii suurat dil ko chain aataa hai 3 tere mere pyaar kaa threedots main dhaagaa tuu motii kii maalaa hai apane kuun se siinch ke tujhako paalaa hai maine tere chehare men laxman ko dekhaa hai rakhiyo laaj merii tuu khiinch ke laxman rekhaa merii bhaabhii mere sar pe karz hai teraa tum donon kii raxaa karanaa farz hai meraa jism jahaan jaae saayaa piichhe aataa hai dekh ke terii suurat threedots tere raxak hain ye donon saath hain tere sadaa rahen jiivan kii kushiyaan saath tere isii tarah hansate hansate jiivan biite isii jiivan ko lambii daud men tuu jiite apane in qadamon se alag nahiin karanaa tadap tadap ke mar jaauungaa main varanaa abhii salaamat huun tuu kyuun ghabaraataa hai dekh ke terii suurat threedots