terii galii kaise aauun saajanaa jaage saaraa gharbaar niiche baithaa chaukiidaar dekhe muaa paharedaar terii galii kaise threedots patang ban jaauun to udakar aauun sajanaa daras teraa aa ke main paauun rasiyaa ye saaraa roke rahuun main terii ho ke main teraa dar chhodake na jaauun rasiyaa terii galii kaise threedots tuu ho mile ek baar baaten kar luun hazaar jale muaa paharedaar terii galii kaise threedots tarasate hain nayanaa barasate hain nayanaa sajan meraa duniyaa pe bas na chale ye papiihaa bole to dil meraa dole sajan man lagan men jale tuu hii aajaa ek baar leke man kii bahaar merii sun ke pukaar terii galii kaise threedots