us mast nazar pe padii jo nazar kajare ne kahaa mat dekho idhar main ne kahaa main to dekhuungaa kajare na kahaa dekho jii magar ai jii ulajh na jaanaa kahiin ulajh na jaanaa kahiin ulajh na jaanaa dekho jii kahiin ulajh na jaanaa sundar mukhadaa nain suhaane joban ke dvaar pe jaise khade hon do mastaane bharii nazar se dekhaa kisii ne bole paas nahiin aanaa kahiin ulajh na jaanaa kajare kii jorii hanse chorii chorii jaaduu nazar kaa chalaa ke nazar ke sahaare adaaon ke maare zulfon kaa jaal bichhaa ke dekh ke haath badhaanaa kahiin ulajh na jaanaa