vaqt se din aur raat vaqt se kal aur aaj vaqt kii har shah gulaam vaqt kaa har shah pe raaj vaqt kii paaband hain aate jaate raunake vaqt hai phuulon kii sej vaqt hai kaanton kaa taaj vaqt se din aur raat threedots aadamii ko chaahiye vaqt se dar kar rahe kaun jaane kis ghadii vaqt kaa badale mijaaz vaqt se din aur raat threedots